musicas.mus.br

Letras de músicas - letra de música - letra da música - letras e cifras - letras traduzidas - letra traduzida - lyrics - paroles - lyric - canciones - YAAD HAI NA - ARIJIT SINGH - música e letra

Utilize o abecedário abaixo para abrir as páginas de letras dos artistas

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Yaad Hai Na letra


wo mere aane pe khil jaana tera
wo mere jaane pe chid jaana tera
wo mere chhune pe chhil jaana tera
yaad hai na

wo paas aane pe pighal jaana tera
boond boond mujhpe baras jaana tera
til til mujhko woh tarsana tera
yaad hai na, yaad hai na, yaad hai na

honthon se palkon ko kholna
palkon pe dardon ko tolna
dardon ko chadar mein chhodna

jo tere takiye pe neendein thi padi
jo teri neendon mein raatein thi dhali
jo teri raaton mein saansein thi chali
yaad hai na, yaad hai na, yaad hai na

aaja na phir se chaand tale
main aur tu ek sath jale
main aur tu ek sath bujhe

wo mere aane pe khil jaana tera
wo mere jaane pe chid jaana tera
wo mere chhune pe chhil jaana tera
yaad hai na

woh paas aane pe pighal jaana tera
boond boond mujhpe baras jaana tera
til til mujhko tarsana tera
yaad hai na, yaad hai na, yaad hai na

Arijit Singh - Letras

top 30 músicas

©2003 - 2024 - musicas.mus.br